Dananeer Mobeen aur Shuja Asad naye drama serial Soulmates me pehli baar aik sath nazar aayenge. Rida Bilal ka likha aur Musadeq Malik ki hidayat kaari me banne wala yeh drama ARY Digital par nashar hoga. Dono adakaron ki nayi jori ko dekhne ke liye fans bohot pur-josh hain.