Pakistan ke maroof famous adakar Danish Taimoor aur adakaara Hania Aamir Instagram par sab se zyada follow kiye jaane wale male aur female adakar ban gaye hain. Dono adakaron ki yeh zabardast online maqbooliyat unke kaam, style aur digital dunya me unke gehre asar ko zahir karti hai. Aur fans unko mazeed duain de rahe hein.