Pakistan ki Maroof senior adakaara Nadia Jamil ne senior adakar Syed Mohammad Ahmed ke sath hone wali bad-tameezi par afsoos ka izhaar kiya hai. Unhon ne kaha ke humein bachpan se sikhaya jata hai ke kuch hudood hotay hain, jinhe Fahad Sheikh ne nihayat buray tareeqay se paar kiya hai.