Maroof adakaara Meera ne apne aik bayan me kaha hai ke wo sarkari filmon ke liye 50 lakh rupe muawza leti hain. Unhon ne mazaqan yeh bhi taajaweez di ke agar hukumat unhe fee ada nahi kar sakti, to muawzey ke badlay unhe aik ya do cinema gharon ki malkiyat de de.