Sahar Hashmi ne maroof actress Sajal Aly ki adakaari aur mehnat ki behad tareef ki hai. Unhon ne kaha ke jis tarha Sajal ne bhagne wala scene shoot kiya tha wo qaabil-e-deed tha. Un ke mutabiq Sajal ki is be-misaal adakaari aur lagan ki wajah se hi unka koi muqabla nahi.