Digital creator Umer Butt ne mohabbat aur rishton ke hawale se aik mutanaza bayan dete hue kaha hai ke mard ko hi sachi mohabbat hoti hai, jabke aurat hamesha behtar se behtareen ki talash mein rehti hai. Unke is bayan par social media sarfeen ki janib se nayi behas shuru ho gayi hai.