Drama serial ‘Dar e Nijaat’ ke 33 episode mein Sheheryar Munawar ke kirdar Amaan Gujjar aur Sahar Hashmi ke kirdar Bela ke manazir dekh kar sarfeen ko Emraan Hashmi ki yaad aa gayi hai. Amaan ke red flag rawaiye aur qareebi andaaz par madahon ne sakht tabsere kiye hain, jis par social media mein dilchasp behas chhir gayi hai.