Adakara Mawra Hocane ne apni tasveer par editing ka ilzam laganay walay aik social media sarif ko karara jawab diya hai. Sarif ke mashwaray par Mawra ne kaha ke aap ko bhi karwa comment karne ki zaroorat nahi, main aap ki tasalli ke liye video upload kar doon gi, khuda na khwasta koi larki khush ho.