Pakistani adakara Ainy Jaffri ne hit drama serial ‘Dar-e-Nijaat’ se milnay walay ahem sabaq par roshni daali hai. Unhon ne kaha ke is drame se sab se bari seekh yeh milti hai ke aap pyar aur sabr ke sath hi kisi ko badal saktay hain, jo kaam ghussay aur zabardasti se kabhi nahi ho sakta.