Pakistani adakara Esha Noor ne Islam ki khatir showbiz industry ko hamesha ke liye khairbad keh diya hai. Unhon ne bataya ke tarjumay ke sath Quran parhnay ke baad unhein hidayat mili aur mushkil waqt mein Allah se rasta manga, jis ke baad ab woh apni travel agency chala rahi hain aur logon ko rozgar de rahi hain.