Pakistan ki famous aur talented Adakara Durefishan Saleem ne drama ‘Dar-e-Nijaat’ mein Khushbakht ke kirdar ke past ko represent kar ne par Sahar Hashmi ke liye pyar aur naik tamannaon ka izhar kiya hai. Is ahem mod par drame ki pur-israr kahani mein mazeed dilchasp raaz khulne ja rahe hain.