Sajal Aly ne apni mulaazma ke sath aik dilchasp video share ki hai, jis me unhon ne unhein Zanjeerain aur Yaqeen Ka Safar me se aik chunne ka kaha. Mulaazma ne Yaqeen Ka Safar ko behtar qarar dete hue kaha ke Zanjeerain me mardon ka hathiyar le kar aana unhein pasand nahi.