Social media par ‘DHA Wali Maid’ aur Pakistan ki famous YouTuber Iqra Kanwal ke hawalay se aik dilchasp comment viral ho gaya hai. Aik fan ne unse Iqra Kanwal ko call karne ki darkhwast ki, jis par ‘DHA Wali Maid’ ne mazahiya andaz mein jawab diya ke unka number block hai.