Drama ‘Mitti De Baway’ mein behtareen Punjabi accent ke sath Zarina ka kirdar nibhanay wali adakara Amar Khan ne un adakaron ko aaray hathon liya hai jo kisi khas ilaqe ke kirdar ke liye apna accent behtar nahi karte. Amar ka kehna hai ke yeh aik bunyadi zaroorat hai.