Sannia Ashfaq ne Imad Wasim par unke pregnancy ke doran dhoka dahi aur controlling behaviour ke sangheen ilzamaat lagaye hain aur bataya ke wo UK me arrest bhi hue. Doosri taraf, Imad Wasim ne in tamaam dawoon ki tardeed karte hue apni mojooda ahliya Nyla Raja ki mukammal himayat ki hai.