Religious speaker Nasir Madni ne adakaara Momina Iqbal par diye gaye apne controversial bayan par unse aur unke khandan se publicly maafi maang li hai. Unhon ne kaha ke betiyan sab ki sanjhi hoti hain aur unki izzat ka ehtram lazmi hai, jis par fans ka mixed rad-e-amal samne aya hai.