Zaviyar Nauman Ijaz ne apni walda ki gair-mojoodgi me zindagi par dilchasp baat ki hai. Unhon ne bataya ke jab ammi pass na hon to lagta hai jannat me aa gaye hain, kyun ke phir koi subah uthane wala nahi hota aur wo shaam tak sukoon se so sakte hain.