Asim Azhar ko un ke naye cover song ‘Tu Hai Wohi Dil Ne Jisse Apna Kaha’ par shadeed tanqeed ka samna hai. Dr. Ejaz Waris ka kehna hai ke unhon ne is behtareen Bollywood classic gaane ko kharab kar diya hai. Is bayan par un ke fans aur music lovers mukhtalif rad-e-amal de rahe hain.