Hina Tariq ne dramon mein hamesha dupatta pehnne ki wajah btai hai. Unhon ne bataya ke yeh un ki zati pasand hai taake un ke mustaqbil ke shohar aur bache dekh sakein ke unhon ne hamesha izzat aur haya ke sath kaam kiya. Social media par fans un ke is faisle ki behad tareef kar rahe hain.