Namra Shahid ne Falak Shabir aur Sarah Khan ke khawateen ke libas par diye gaye bayan par baat ki hai. Unhon ne kaha ke Falak aur Sarah khud bahar ke mulk rehte hain jahan aam tor par chote kapre pehne jate hain, toh unhein Pakistani muashray ki fikar kyun hai?