Falak Shabir ne apnay pichlay bayan par wazahat pesh karte hue kaha hai ke un ki baatein kisi aik gender ke baare mein nahi thin. Unhon bataya ke un ka bayan aik general observation tha jo sab par laagu hota hai. Falak ka kehna hai ke agar logon ne is ka ghalat matlab nikala to yeh un ka apna nazriya hai.