Alizeh Shah ne short hair trend par sakht rad-e-amal dete hue larkiyon ko actresses se inspire ho kar baal katwane se mana kiya hai. Unhon ne daawa kiya ke aadhi actresses ne wig lagayi hui hai ya baal pin up kiye hain. Alizeh ne mazeed likha ke itne chotay baal katwana ‘self-harm’ ki aik shakal hai.