Momina Iqbal aur unke mangetar Hamza Habib ka Nikah 23 May 2026 ko hogaya hai. Hamza ne bataya ke Saqib Chaddar mazi mein Momina ke har rishtay ko kharab karne ki koshish karta tha. Hamza ne kaha ke woh har haal mein apni biwi ke sath kharray hain aur unki shadi ki baqi taqreeb 1 June ko hongi.