Sanam Saeed ne ‘Something Haute’ ke interview mein apni kamyabiyon ka credit apne bete Vali ko diya hai. Unhon ne bataya ke unka beta unke liye (good luck) laya hai, jis ki wajah se is saal unka hit drama Kafeel aur Cannes Film Festival mein shandaar debut jaisay ahem kamyabiyan mumkin huin.