Social media sarifeen aur fans ne khwaish zahir ki hai ke adakara Saba Qamar ko ‘C**c**ine Queen’ Anmol Pinky ke kirdar par mabni kisi project mein cast kiya jaye. Fans ka manna hai ke Saba Qamar apni behtareen adakari se is pacheeda kirdar ke sath poora insaf karein gi aur yeh kirdar un par bohot suit karega.