Mariyam Nafees ne jawan nasal ko mali tor par khud-mukhtar banne ka mashwara diya hai. Unhon ne kaha ke insaan ko apni jawani mein itna kama lena chahiye ke burhape mein woh kisi par bojh banne ke bajaye apna sahara khud ban sake. Fans unki is advice ko bohot pasand kar rahe hain.