Rajab Butt ki walida ne kaha ke Eman aik achi larki thi magar wo bacha paida hone ke sirf 19 din baad ghar chor kar chali gayi aur wapas nahi aayi. Unhon ne kaha ke wo bahu se ghar ke kaam nahi karwati thin aur wo apne potay Kivan ko bohat yaad karti hain.