Pakistan ki superstar Zara Noor Abbas ne khawateen ke motape or bharte hue wazan par troll karne walon ko shadeed tanqeed ka nishana banaya. Unhon ne kaha ke bacha paida karne ke doran khawateen ka jism tabdeel hota hai aur logon ko unke weight par baat nahi karni chahiye.