Mashhoor makeup artist Babar Zaheer ne Mahira Khan ke viral look par maafi maang li hai. Unhon ne bataya ke unhon ne Mahira par Hollywood ki ek nayi technique azmayi thi jo ghalat sabit hui. Is wajah se unhein social media par kaafi tanqeed aur trolling ka samna karna para.