Pakistani semi classical singer Sajjad Ali ne inkishaf kiya hai ke unhon ne India se milne wali indian citizenship ki offer thukra di thi kyu ke Unka kehna tha ke unhon ne apna mulk chora hai, baicha nahi. Is mardana jawab ne har Pakistani ka dil jeet liya hai.