Iqrar-ul-Hassan ne airport par FIA afsar ke saath hone wali controversy par apni safai pesh ki hai. Unhon ne kaha ke wo nahi chahte ke us afsar ki naukri jaye, lekin un par hone wale tanqeed ki wajah se unhen bayan dena para. magar log ab bhi FIA afsar ke saath kharay hain.