Hira aur Arslan ne beach par dance ki video share ki, jis par viewers ne unhen “ghairat” aur “kaam na hone” ke taane diye. Arslan ne jawab mein logon ko hasad na karne ka mashwara diya, jabke Hira ne kaha ke unke paas pehle hi boht paisa hai. Ye jora aksar apni khushi ka izhaar dance ke zariye karta rehta hai.