Sharmila Faruqui ne Karachi ko Paris se behtar qarar dene ke foran baad Turkey mein chuttiyan manana shuru kar di hain. In tasaveer par logon ne unhen sakht troll kiya hai. Sarifeen ka kehna hai ke agar Karachi hi Paris hai to wo chuttiyan manane bahar kyun gayin? Social media par un ke is bayaan ko troll kiya ja raha hai.