Shagufta Ejaz ne Nawaz Sharif par tanz karte hue kaha ke unhon ne kabhi ameer aur ghareeb mein farq nahi kiya, balke sab ko barabar loota hai. Unka ye bayan social media par nayi bahas chher chuka hai. Jahan kuch log ise sachi baat keh rahe hain, wahin Nawaz Sharif ke chahne wale adakara ko sakht tanqeed ka nishana bana rahe hain.