Ken Doll apni walida ki takleef yaad karke interview mein ro paray. Unhon ne bataya ke unki walda ne unhen “single mother” bohat mushkilat se pala aur salon mein 15 ghante kaam kiya. Adnan ne bataya ke wo aaj bhi apni maa ki mehnat aur unke sujay hue paon dekh kar tarap uthte hain. Unhon ne apni kamyabi apni walda ke naam kardi.