Mashhoor host Kiran Khan ne inkishaaf kiya hai ke unka beta na sirf shadi shuda hai balkay wo saas bhi ban chuki hain. Kiran ne bataya ke unka beta apni biwi ke sath bahar ke mulk rehta hai aur wo unki zindagi mein bilkul mudakhlat nahi kartin. Fans Kiran ki fit-ness aur itni bari khabar achanak sun kar heran reh gaye hain.