Sara Loren ne Shaan Shahid ke rawayye par shikayat kardi. Unhon ne kaha ke Shaan aik baray star hain magar set par aksar unke nakhray aur mizaaj ki wajah se log unse baat karte hue dartay hain. Sara ke mutabiq Shaan ko set par thora mazahiya aur khush-ikhlaq hona chahiye taake baaki log kaam ke doran khauf-zada mehsoos na karein.