Javeria Saud ke show mein “Wazifa calls” ke doran logon ka mazaq urane par Islamic scholars ne shadeed gussay ka izhaar kiya hai. Nadia Khan ke show mein ek scholar ne kaha ke “kharish” jaise masail par live show mein hansna aur bad-tameezi karna ghalat hai. Unhone tanqeed ki ke ratings ke liye Ramadan transmission ka taqaddus pamal na kiya jaye.