America ne UNESCO se nikalne ka faisla kiya, keh kar ke yeh uske qaumi mafad mein nahi. Trump ko global idaron aur soft power par bharosa nahi. China chori hui jagah ka faida utha kar apna asar barha raha hai. UNESCO sirf virsa nahi, balkay duniya ka bayania aur pehchan banane ka zariya bhi hai