Senior actor Sajid Hasan ko apni begum ka mazaq urane par shadeed public backlash ka samna hai. Ramzan transmission ke doran Sajid ne apni wife Shakeela ki mimicry ki aur unhein “degrade” kiya, jis par social media sarfeen ne unhein “Red Flag” qarar de diya. Logon ne unke bete ke scandals par bhi unhein kadi tanqeed ka nishana banaya.