Namra Shahid ne Nadia Khan ke show mein apni maa ke inteqal par jazbati ho kar rodiya. Unhone bataya ke unki maa unke liye hamesha support ka zariya rahi, unke taleem aur showbiz career mein unka saath diya. Namra ne kaha ke maa ki wafat unke liye bohot bara loss thi aur wo ab bhi us dard ko process kar rahi hain.