Nida Yasir ne clarify kiya ke Faryal Gohar aur Jamal Shah ko interview par unhon ne dono ki raza mandi se invite kiya tha. Nida ke mutabiq Jamal Shah ka kehna ke unhein Faryal Gohar ke baare mein pata nahi tha. Jo galat samjha gaya. Interview ka maqsad tha ke log apne ex ke saath izzat karein, na ke badnaam karein.