Actress Yashma Gill ne khulasa kiya ke unke waalid ne showbiz join karne par aik saal tak unse baat nahi ki. Shan-e-Suhoor mein unhon ne bataya ke Ramadan ke doran salam ka jawab milne se sulah ki shuruaat hui. Baad mein Umrah par saath ja kar waalid ka nazariya badal gaya.