Saif Ali Khan ne apni media journey zero se shuru karne ki kahani share ki. Good Morning Pakistan mein unhon ne bataya ke bina kisi media background ke, aik fan ki madad aur thori si luck se unhein moka mila. Tamasha Season 4 jeetne ke baad ab woh TV dramas aur Eid telefilm ka hissa ban chukay hain.