Pakistani drama Parizaad ka aik mashhoor dialogue phir se social media par chha gaya. “Tum paisay banao, log tumse rishtay khud banayeingy” ne muashray ki aik karwi haqeeqat ko highlight kiya. Hashim Nadeem ke likhay is drama ne class difference, paisay ki ahmiyat aur insani rawaiyon ko bohat gehrai se portray kiya.