Pakistan Idol ke judges ne show ke do haftay ghayab rehne ki wajah aur public backlash par baat kar di hai. Fawad Khan aur Zeb Bangash ne kaha ke fans ka gussa is baat ka saboot tha ke log show ko miss kar rahe thay. Judges ke mutabiq show ab wapas track par hai.