Prakash Raj ne Bollywood par tanqeed ki aur kaha ke Hindi cinema apni asal jado se katti hui hai aur sab kuch “plastic jaisa” lagta hai. Unhone Malayalam aur Tamil industries ki tareef di, jo meaningful films bana rahi hain. Prakash ne bataya ke mainstream Bollywood ab sirf paison aur dikhave ke liye filmon par focus karta hai.