Actress aur host Nida Yasir ne apne chhote beta Balaj Yasir ki do aadaton par fikr ka izhar kiya: 11 saal ke Balaj ki nakhun chabane ki aadat aur paisay chhupakar jama karne ki aadat. Nida ne videos aur nayi strategies ke zariye uski nahkun chabana ki aadat kam ki, aur ab Balaj apni bachat kay liye baqaida jaib kharch use karta hai.