Aliza Sultan ki Ek nayi Instagram reel par Feroze Khan ke fans ne victim play samajh kar sakht reaction diya. Sad music aur “diamond” wali caption ko logon ne Feroze Khan par indirect taana kaha. Fans ne Aliza ko move on karne ka mashwara diya, jab ke comments section mein kaafi harsh reactions dekhne ko mile.