Karachi ke markazi shopping centre Gul Plaza mein lagne wali holnaak aag se shehar gehre gham mein doob gaya hai. Is haadsay mein ab tak 14 afraad ján bahaq ho chuke hain jab ke kai zakhmi aur laapata hain. Showbiz sitaron ne is sanhay ko shehar ka bara nuqsaan qarar diya hai.